Love shayari hindi hinglish

Aab kisi gair ka kabja hai unke dil par
yani beghar ho gaye hai ham apna makan hote hue
Love shayari hindi hinglish
Zindagi Ki Khubsurat Yaade Reh Jayengi
Yun To Rehte Hai Hazaro Ke Bich Hum
Magar Tere Bin Hum Tanha Reh Jayenge

---

Hamari Dastan Use Kaha Kabul Thi
Meri Wafayen Uske Liye Fizool Thi
Koi Aas Nahi Lekin Itna Bata Do
Maine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool thi

---

WO KEHTAE HAI KABHI AUR
KABHI AUR HOTA NAHI.
DIL BHI TOH NADAN
UNKE SIVA KAHIN AUR KHOTA NAHI

---

Ab Toot Gaya Dil to Bavaal Kya Karen
Khud Hee Kiya Tha Pasand Ab Savaal Kya Karen

---

MAIN LAB HU MERI BAAT HO TUM
MAIN TAB H JAB MERE SATH HO TUM

---

Yaad karte hai tumhe tanhai me
Dil duba hai gamo ki gehrai me
Hume mat dhundna duniya ki bhid me
Hum milenge tumhe tumhari hi parchai me

---

MUSKIL BHI TUM HO, HAL BHI TUM HO
HOTI HAI JO DIL MAIN, WOH HALCHAL BHI TUM HO

---

Khud hi jane kyu tum hatho pe mehandi lagati ho
badi nasamaj ho fulo par patto ke rang chadati ho

---

UNKI NAZAR KA KUCH AISA KHUMAAR THA
UFF DIL NAA DETE TOH JAAN CHALI JATI

---

Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishQ ki khaatir
agar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati

---

SAANSO KI MEHAK HO YA CHEHRE KA NOOR
CHAHAT HAI AAPSE ISME MERA KYA KASOOR

---

Mohabbat Karane Vaalon Kee Kamee Nahin Hai Duniya Mein
Akaal to Nibhaane Vaalon Ka Pada Hai Saahab

---

KYA PATA THA KI MAHOBBAT HEE HO JAAYEGEE
HAMEN TO BAS TERA MUSKURAANA ACHCHHA LAGA THA

---

Woh humsey apni marzi se baat krtey hai
aur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai

---

KYUN BAITHE HAI GALI MEIN SAB AAJ BEkhabar HOKAR
SUNA HAI KI GHAR SE NIKLEGI WOH AAJ BENAQAB HOKAR

---

Dil ki khwishe se sanso ke tahar jane tak
muze yad rahega wo ajnabi mere mar jane tak

---

HAMEN KANHA MAALOOM THA KI ISHQ HOTA KYA HAI
BAS EK ‘TUM’ MILE AUR ZINDAGI MUHABBAT BAN GAI

---

Saza hume ye kaisi mili dil lagane ki
Ro rahe magar tamnna thi muskurane ki
Apna dard kise dikhau aye dost
Dard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki

---

ISHQ NE GHALIB NIKAMMA KAR DIYA
WARNA HUM BHI AADMI THE KAAM KE

---

ab Jab Neend Aatee He to Khvaab Aate Hai
Jab Jab Khvaab Aate He to Khvaabo Me Aap Aate Hai
Or Jab Aapake Saath Aapake Baap Nazar Aate Hai
To Na Neend Aatee He or Na Khvaab Aate Hai

---

ISHQ HAI YA IBAADAT AB KUCHH SAMAJH NAHIN AATA
EK KHUBASOORAT KHYAAL HO TUM JO DIL SE NAHIN JAATA

---

Pyar mein kisi ko khona bhi zindagi hai
Zindagi mein ghamo ka hona bhi zindagi hai
Yuh toh rehte hai hamare hontho par muskurahat
Par chupke se kisi ke liye rona bhi zindagi hai

---

TERI YAAD KYOON AATEE HAI YE MAALUM NAHIN
LEKIN JAB BHEE AATEE HAI ACHCHHA LAGATA HAI

---

Alfaj to jamane ke liye hai tum aana
tumhe ham dil ki dhadkane sunayege

---

NA DIL MEI BASAKAR BHULAYA KARTE HAIN
NA HASAKAR RULAYA KARTE HAIN
KABHI MEHSOOS KAR KE DEKH LENA
HUM JAISE TOH DIL SE RISHTE NIBHAYA KARTE HAI

---

Door rehne wale terko ek bat kehna chahta hu
agar mera khyal aaye to apna khyal rakhna

---

SAPNO KI DUNIYA MEIN HUM KHOTE GAYE
HOSH MEIN THE FIR BHI MADHOSH HOTE GAYE
JANE KYA JADOO THA US AJNABI CHAHERE MEIN
KHUD KO BAHUT ROKA FIR BHI USKE HOTE GAYE

---

Teri Khubsurti Ki Tareef Mein Kya Likhu
Kuch Khubsurat Shabdon Ki Abhee Talaash Hai Mujhe

---

MAT POOCH KE KYA HAAL HAI MERA TERE PEECHE
TU DEKH KE KYA RANG HAI TERE MERE AAGE

---

Phir se tere mehfil mein chala aya hu
Andaz wahi h bs alfaz naye laya hu

---

HUM USKI ANNKHEIN DEKH KAR FANAA HO GAYE
NA JAANE WOH AAINA KAISE DEKHTI HOGI

---

Kahane lage wo ki tum badtamij ho
hamne kaha hujur nihayati bhi boliye

---

Mohhabat Muqaddar Hai Ek Khawab Nahi
Ye Vo Ada Hai Jisme Sab Kaamyaab Nahi
Jinhe Panaah Mili Unhe Ungliyon Par Gin Lo
Magar Jo Fanaa Hue Unka Koi Hisaab Nahi

---

Chehre ki hasi se har gam chupao
Bahut kuchh bolo par kuchh na batao
Khud na rutho kabhi par sabko manao
Ye raz hai zindagi ka, bas jeete jao

---

Kisi Ko Apna Banane Me Der Lagti Hai
Kiya Hua Waada Nibhane Me Der Lagti Hai
Pyaar To Pal Bhar Me Ho Jaata Hai
Par Unhe Bhulane Me Saari Umar Bhi Kam Pad Jaati Hain

---

Zindagee Bhee Ajeeb Hai Jaise Jaise Kam Ho Rahi Hai
Vaise Vaise aap Jyaada Pasand Aatee Ja Rahe Ho

---

Fana Hone Ki Ijajat Li Nahi Jati
Ye Mohabbat Hai Janab Puchh Ke Nahi Ki Jati

---

Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai Koi
Na Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi

---

Aksh Bah Gaye Ankho Se Magar Itna Kah Gaye
Fhir Aenge Teri Ankho Me Tu Apna Sa Lagta Hai

---

Hal kay kahu lag gayi hai najar tumhari
tumhari thi isliye aab tak nahi utari

---

Hum To Fana Ho Gaye Unki Ankhe Dekhkar
Na Jane Vo Aiena Kaise Dekhte Honge

---

Wo Aye The Meri Qabar Par Apne Humsafar Ke Saath
Koun Kehta Hai Ke Marne Ke Baad Koi Yaad Nahi Karta

---

Najar Bhi Na Aao, Etna Dur Bhi Na Kar Puri
Tarah Badal Jau, Itna Majbur Bhi Na Kar

---

Sabzi Alag Alag Jagah Kharidane Se
Dhaniya Zyaada Milata Hai

---

Tere Sare Faisle Manjur upar Wale
Magar Tere Akhir Me Vahi Saksh Chahie

---

Chubhne Lage Hu Sabko
Chhura To Nhi Hu Main
Aur Jitna Batati Ho Mere Baare Me E Sanam
Itna Bura To Nhi Hu Main

---

Us Mod Se Suru Karni Hai Fhir Se Jindagi
Jaha Sara Sahar Apna Tha Aur Tum Ajnabi

---

Pani se rishte kagaji khwaishe aur tairne ka waham
uff jindagi ek lahar se jayada shyad kuchi bhi nahi

---

Tum Ager Janna Chahte Ho Mere Dil Me Kaun Hai
To Pahla lafz Dobara Padh Lo

---

Itna Chahte The To Kabhi Izhar Kyu Nhi Kiya
Aane Se Pehle Aaye Ho Mayyat Me Meri
Chhupte Chhupate Chalo Deedaar To Ho Gya Dafnaane Se Pehle

---

Kuchh adhurapan tha jo pura hua hi nahi
koi tha Mera jo mera kabhi hua hi nahi

---

Jism Rota Hai Par Ruh Nahi Roti
Dard Usse Puchho february Mein Garlaphraind Nahi Hoti

---

Kisi Ko Mil Jati Hai Duniya Bhar Ki Chahat
To Kisi Ko Duniya Bhulakar Bhi Chahat Nhi Milti

---

Jab se tujhe dekha hai Hum begane ho gye
Chahte na the teri galiyon se gujre
Pata nhi kaise hum deewane ho gaye

---

Nazar Bhi Naa Aau Itna Door Bhi Naa Kar
Puri Tarah Badal Jau Itna Mazboor Bhi Naa Kar

---

Bemousam barasati hai wo
bilkul mousam jaisi hi hai wo
kabhi asabi se samaj aati hai wo
kabhi kabhi samaz se pare ho jati hai wo

---

Dard Mujhe Dhund Leta Hai Har Roz Nayr Bahane Se
Vo Saksh Vakif Hai Mere Har Thikane Se

---

Teri Jawani Ke Sole Bhuj Gye Jalau Kya
Kehte Hai Raato Ko Neend Nhi Aati Aakar Sulau Kya

---

Bach Bach Kar Chalta Raha Kaanto Se Umer Bhar
Maloom Hua Ek Phool Dard Dekar Chala Gye

---

Mohabbat Se Bharee Koi Gajal Pasand Hee Nahi Unhen
Bewafai Ke Har Sher Par Magar Daad Diya Karte Hain

---

Kbhi kbhi mera dil thak jaata hai tumhara intjaar krte krte

---

Yu To Hai Thikana Mera Bhi Ae Sanam
Par Tere Bina Gumsuda Sa Mahsoos Karta Hu

---

Kitne din gujar gaye usne yaad tak na kiya
mujhe nhi pta tha ki ishq mein bhi chuttiya hoti hain

---

Bandhishe sari tod ke nikla hu
ek khwab hai jo hasil karne nikla hu
hosho hawas me ishq ka nasha karke baitha hu
use pane ki jidh sir pe sawar karke baitha hu

---

BOHOT TAQLEEF DETA HAI WO LAMHA
JAB KOI SAATH HOKAR BHI HUMARE PAAS NAHI HOTA

---

Dil Se Dil Ka Rista Nibhata Hu Main
Jo Mujhse Jalte Hai Unhe Chub Jata Hu Main

---

Maana Tu Rab Nahi Mera
Rab Se Kam Bhi Nahi Rutaba Tera

---

Sochte Hai Jee Lenge Tere Bin Puri Zindagi
Magar Kaise Jeeyenge Ye Samajh Nhi Aata

---

Kuch bate hamare hat se chut jati hai
kuch rishte tut kar bikhar jate hai
kuch apne begane bankar ruth jate hai
ye jindagi badi sakth hai janab rula ke hi manti hai.

---

Tum Mile To Mehsus Ye Hua Mujhe
Ye Umar Mohabbat Ke Liye Bahut Kam Hai

---

Ugata Hua Sooraj Dua De Aapako
Khilata Hua Phool Khushboo De Aapko
Hum to Kuchh Bhi Dene Ke Kabil Nahi
Dene vala Hazaar Khushiyan De Aapko

---

Afsos Hum Unhe Samajh Nhi Paye
Ki Ek Din Humein Itna Mashoor Karoge

---

Marne ke bad bhi thage jaoge saf daman walo
kafan unhe bhi safed milega jo shaks dagdar hai

---

Unhe Sukun Milta Hau Humein Rota Dekh Ke
Khuda Ne Unhe Ye Sukun Bahut Diya Hai

---

Maana Ki Jindagee Kee Raahen Aasaan Nahin Hai
Magar Muskura Kar Chalne Mein Koi Nuksan Nahi Hai

---

Jo Paya Tha Tujhse Dil Lagakar
Aaj Us Se Jyada Luta Chuka Hu

---

Tumne mohabbat dekhoi hai wafa nahi dekhi
pinjare khol bhi do to kuch panchi uda nahi karte

---

Milna Bhi Bahut Zaroori Hota Hai Dil Lagakar
Varna Podhe Bhi Sukh Jate Hai Lagakar Bhool Jane Se

---

Kaun Kahata Hai Duaon Ke Liye Haathon Kee Zarurat Hotee Hai
Unakee Jhukee Palakon Se Bhee Dua Kabool Hotee Hai

---

Sukhe Gulab Sa Tuta Hu Main
Chamakta Nhi Magar Mahakta Hu Main

---

Ek rishta aisa bhi hona chahiye jaha
tum khudko ji bharke ji sako baki sab to sambhalne hi hai

---

Kati Patang Si Ho Gyi Hai Zindagi Meri
Udhti Hui Nazar To Aa Rahi Hai
Magar Niche Aa Rahi Hai

---

Phool Dekhte They Janaze pe Hamesha
Kal Meri Aankhon Ne Phoolon Ke Janaze Dekhein

---

Apne Maa Baap Ke Taare Ho Tum
Kisi Or Ke Liye Tuta Naa Karo
Kar Dete Hai Har Galti Ko Maaf
Isliye Maa Baap Se Rutha Na Karo

---

Pahli hi mulakat me wo hame hamse chura le gaya
khair dil to har hi chuke the ham
wo hame apni mohabbat me jita gaya

---

Hai Zami Bhi Uski Hai Uska Aasman
Kadmo Tale Hai Uske Zannat Ka Saman
Jinki Chahat Ke Aage Hai Chhota Ye Jahan
Kya Fark Hai Yaro Use Maa Kahu Ya Ammi Jaan

---

Phir wohi raat wohi hum wohi tanhaai hai
Phir har ik chott mohabbat ki ubhar aayi hai

---

Vo Is Baat Se Abhi Tak Hai Anzan
Ki Uske Sine Me Basi Hai Meri Jaan
Use Dekhna Sirf Meri Aadat Nhi
Lagta Hai Jaise Mil Gya Mera Bhagwan

---

Shukra aur sabr karna sikho
jindagi me kisi ke mohataj nahi rahoge

---

Hum Apne Dil Me Ek Sapna Sazaye Baithe Hai
Vo Aaenge Is Aas Me Palke Bichhaye Baithe Hai
Vo Milenge Nhi To Hum Hi Paas Aa Jaenge Tere
Is Baat Ki Khuda Se Sart Lagaye Baithe Hai

---

Tumhein maloom bhi hai main tanha jee nahin sakta
Meri aadat badalne tak to mere saath ruk jao

---

Sabkuch Jankar Bhi Anzan Bante Ho
Bevajah Humein Paresan Karte Ho
Puchte Ho Ki Humein Kya Pasand Hai
Khud Hi Javab Ho Khud Hi Sawal Karte Ho

---

Kuchh Adhooree See Hai Ham Donon Kee Zindagee
Tumhen Sukun Ki Talaash Hai Aur Mujhe tumhaari

---

Ishq Me Tere Har Imtihan Se Guzar Jaenge
Ye Zamana Kitna Bhi Roke Hum Chale Aaenge
Yu To De Dete Hai Log Jaan Bhi Mohobbat Me
Magar Hum To Tere Liye Maut Se Bhi Lad Jaenge

---

Gulaami toh sirf tere ISHQ ki thi Baaki ye dil
Pehele b NAWAB tha or Aaj b hai

---

Zaruri Nhi Dil Ki Har Baat Bya Ki Jaye
Humein To Sirf Tumhara Ishara Hi Kafi Hai
Ek Baar Jata Do Ki Pyar Hai Humse
Humein Jeene Ke Liye Ye Bahana Hi Kafi Hai
Previous Post Next Post